murkhstu prihrttvyprtyksho dwpad pashu,bhinntti vakyshalyen adrshy kantka ytha>murkh vykti pshu ke sman hi hota he, qyoki jis prakar pshu buddhihin hota he,use uchit-anuchit ka gyan nhi hota,usi prkar murkh ko bhi karne-kahne yogy aor n karne-khne yogy ka kuchh bhi gyan nhi hota.ata murkh ka sang kbhi nhi karna chahie jis prkar per ke bhitar dhansa kanta dikhai n dene par bhi bhitar hi bhitar pida phuchata he, usi prkar murkh vykti apni gandi vani gali-gloch se logo ko dukhi aor preshan karta rhta he, uski bate sajjan logo ko shul ke saman chubhti rahti he.
No comments:
Post a Comment