Saturday, March 17, 2012

aaj ka vichar17mar2012 d.l.f gudgav

parsparsy mrmani ye bhasnate ntadhma
t ev vilyam yanti valmikodarsrpvt
muni ne aaj17mar2012 ko shri digambar jain munisubrt nath mandir d.l.f gudgav me kha ki vani ka ghav bhut bhayankar hota he.bano se bidha hua ghav phir bhi bhar jata he,kulhade se kata hua van phir ankurit ho jata he parntu ktu vachn khkar vani se kiya gya hrdy ka ghav kbhi nhi bharta .ktu vachnrupi ban ko nhi nikala ja skta he qyoki vah hrdy ke bhitar dhans jata he.
muni shri ka 18mar ko 8.15am shri digambar jain parsnath mandir baradri sadar bjar me prves krege.18.19mar ko rhege...
vishes jankari ke liye>09312099136,09999430351

No comments: